Hayee yeh ishq hai janaab...
Rashq karna kya..
Ashq agar kismat hai..
To fir kismat se apni ladna kya..
Waqt aane par faasle muqaddas h..
Gile shikhwe karne betaqt hai..
Khamoshi cheer kar..
Wo dil ki sada aazma rahi hai..
Aajao na karib..
Door ho ku..
Tumhri yaad aaj bhht zada aa rahi hai..
Aaj paakh yaadon ki kashish..
Tumko yahan khinch laayegi..
Aazmalo jitna aazmana chaho..
Magar yaad rakhna jaanasheen..
Ye aazmaish faani jism ki..
Taqdees kahayegi..
Anaizah nahi hain ye aazar..
Tohfa aapki tarf se tafakkur hai humein..
Muntazir aapki qurbat ko tarasna..
Or aapka betahasha tadpaana..
Aadat aapki or mulaqaat ki kaavish humari hai....
Story