Launchorasince 2014
← Stories

rizq main izafy ka Qurani wazifa

rizq main izafy ka Qurani wazifa surah yaseen ka hai . agr koe bhai ya behan rizq ki tanghi ka shikar hain tu iss se nijat k liye aur rizq mein be had barkat k liye ap fajir ki namaz k baad 1 bar surah yaseen zaroor tilawat kar lia krain . ye amal 7 din jari rakhne se ap ko jald behisab rizq aur dolat hasil hona shuro jae ghe .yehi barkat surah shurah ayat 19 k wazifa ki bhe hai .

rizq ka taweez