Yeh baarish ki shokh adaa
Yeh mitti simehki fiza
Kya hua aaj yeh mujhe?
Ye boond mujh par padi jab
Kyon laga ki tum ho yahin ki ab
Na sahi jaayegi ye doori
Kyon rah gai yeh muhabbat adhoori?
Kaise bhool gae vo khwab?
Jo dekhe the saath
Mehkaati hai yeh bearish mujhe yoon
Ilm hota hai tujhse door nahin hoon
Bewafa tu hai nahi yeh kahaani
Jo maine likhi tere hi lafzon ki zubaani……….