agr ap ka bacha feed na kare aur doodh sahi na piye tu es k liye ap fajar ke namaz ada karne k baad 17 bar surah naas ke talawat Karen aur Bache par dam kar dein. ye wazifa ap ne 11 din Tak jari rakhna hai. In sha Allah es wazifa ke barkat se bacha doodh peena shuru kar de ga aur sehatmand bhe ho jay ga.
Bache k doodh na pene k liye hum ne apni site naade ali par ek khas amal batya hua hai . jis ka link end mein mujood hai.
bacha agr doodh na piye to kya karna chahiye
baby feeding milk se related wazaif ko hasil karne k liye site Naade Ali aur youtube channel Nad e Ali ko zaroor visit Karen.