Launchorasince 2014
← Stories

Kyon?

Kyon pyar karna galat sabit hua?
Kyon Soni ko Mahiwal se hi pyar hua?
Kyon Ranjha ne Heer ko hi chuna,
Aur dono ke liye maut ka kafan buna?
Kyon Romeo ne zehar piya,
Aur Juliet ko jeete ji maar diya?
Kyon pyar hamesha majboor sabit hua?
Akhir kyon pyar karna galat sabit hua?
Aise hi kai aur kyon par jawab nahi, par sawal wahi bass alfaz nahi, pyar wahi Jo adhura tha kal, aur adhura hai aaj...