akhir kyu aisa hota hai,
hme kyu khana hota hai,
hme kyu peena hota hai,
hme kyu jagna hota hai,
hme kyu sona hota hai,
akhir kyu aisa hota hai..!!
hme kyu rona aata hai,
phir koi hme samjhata hai,
jeevan me aisa hota hai,
harr koi kuch na khota hai,
akhir aisa kyu hota hai..!!
jb koi kaan pakad manata hai,
jb koi hath pakad sikhata hai,
jb sirf pyar hi sab kuch hota hai,
jb harr din utsav hota hai,
akhir q aisa hota hai..!!
khane me pakwaan hote hai,
peene me sharbat hoti hai,
sone se sapne aate hai,
uthne se sach ho pate hai,
akhir isliye aisa hota hai..!!
tbhi toh sab jag sota hai,
tbhi toh sab jag rota hai,
tbhi toh sab jag khata hai,
tbhi toh sab jag peeta hai,
tbhi toh sab jag jagta hai,
tbhi toh sab jag hassta hai,
qki aisa hi hota hai,
qki aisa hi hota hai,
qki aisa hi hota hai,
qki aisa hi hota hai..!! :D