Kabhi kabhi khulke musukrati,
Kabhi kabhi khudme khojaati,
Aise hai woh!
Nahi kehti kuch nahi hai,
Samjhti sabkuch hai,
Bass aise hi hai woh!
Kabhi kabhi ro deti hai,
Apne sab gum khud mai chupa leti hai,
Na jaane aisa kyon karti hai woh!
Waise se to masti khor hai,
Uss se hi logo ki zindagi mai shor hai,
Par dukhi hoti hai to man hi man seham jaati hai woh, par kissi ko kehti nahi hai woh!
Aakhir aise kyon hai woh?
He: She's seems like a mystery to me.
She always will be....