dard dil me hai ya deh me
samajh hi na aa raha
jhamajham aansu beh rahe
jese ki pran ab sath chod raha
kese samjhe kese batyein
is dil ke haal ko
naam rat-rat kar jo
pahuch chuka aakhiri prastav ko
na kahi humne dekha na jana
aisa dukh dariya vihar jo
ban raha pike ek-ek
ashka ke ras-raaz ko
kesa sanyog hai ye na janu
shabd khyal jo tha kabhi
hriday naval sukh ka sathi
aaj ban gaya vahi kisi vish ki bhati
kisi vish ki bhati......
By:- ME