Ik swaal aaya
Aaj tha use dill ka khyaal aaya
Dill k khyaal se
Ik nazar ka swaal aaya
Swaal se dill ka byaan aaya
Dill k byaan ne uska dhyaan htaya
Pta ni kyu roke vo khud ko
Ik ye b khyaal aaya
Phir khe k kho na du tujhko
Iska jwaab aaya
Dr lge usko
Kaise smjhau usko
I can't force her down
She knows what's best her own
I love her itna
Aasman m taare gin na asaan h jitna
Use krta hu pyaar
Vaar du uspe apna sansaar
Kr mere dil ka b khyaal
Na jane kaise ye jhtke sehta h hr baar
Roya tha main us din b
Chekhega mera dill is din b
Krunga tera intezaar us din b
Niklegi jaan meri jiss din b