Ab mein kya bolu
tu khud hi samajh jaaa,
tere liye hi toh mera
dil hua fida..
banale mujhko tu
apne dil ka raaja,
fir shadi ke liye aau
lekar band baza..
kahani hogi apni popular,
janegi sari janta
fir gali gali ka bachhi - bachha,
hamare jesa banta........
Ek dusre ko ham
itna pyaar karenge,
dekhti reh jaegi
ye sari duniya,
ladka hua toh munna
ladki hui toh munia..... ;)
diya usne fir
mere gaal pe ek chamat,
aur laga di mere
sare sapno par aag....aag ....